har chalakte jam pe…

Mekhane ki chokhat pe khade rah kar humne apne naseeb ko kosa,

Khuda bhi lagta naraz hai, kya aaj hi amawas ki raat honi thi,

Kam se kam chand ke sahare hi tumhara dedar kar lete,

Magar hum mekhane mein akele na the,

Continue reading

akele hi sapno ki duniya mein …

kahne ki tamanna dil mein hazaroo thi,
tumne gour hi nahi kiya ees nacheez ko,
tumhare thahako ki goonj ne hamara wajood hi hila diya,
hum to sirf muskurate hi rahe,
tumne badi nazakat se use sang bitha liya, hum to khade ke khade hi rahe,
tum chal bhi diye, bina ekrar ke, ejhar ke,
akelapan kise kahte hain aaj pata chala,
kal kisne dekha hai, kya pata tumhe hamari yaad aa jaye,
hum to tumhe yaad karne ke liye bhula hi na paye,
bas akele hi sapno ki duniya mein naye naye sapne sanjote rahe……..

kami humme hi thi…

Gusthaki tumhari to nahi thi, kami shayad hum mein hi kuch thi,
hamen kya pata ki ye muskan kisi aur ke liye thi, hum to bewaja hi sharma diye,
tumhare aane bhar ki aahat se dadkan tham jaati hain, tumhari to dadkan bhi aab kisi aur ki nam hein,
humari nadani yu pe mat jau, khush raho, muskurate raho, tumpe to hum naraz bhi na ho sakenge,
Bas etni eltaza hain khuda se, kabhi fursat mein hamse guftgo kar le,

zara hum bhi to jaan le ke aakhir hum me kami kya thi….

etna bhi na etrao…

Sukr manao ki tumhari aadao pe hamara dil aa gaya,
Varna mazal he hisi ki hum mukd ke use dekh le,
Are khush naseeb ho tum ke khuda ne khud apne haato tumhe tarasha,
Varna hum chand ke sewai kisi aur ko khobsurat kabhi na kahte,
Mana ke tumhari najakat lajawab hai, mana ke tumne hame dekh muskura diya,
Par etna bhi to soocho ke hamsa aashiq es duniya mein hain aur kaha,
Chalo ab etna bhi na etrao, balo ko sawaro, kajal lagao, aur humpe nazar phira hi do,
Ye sayar kuch panktiya tum pe nichawar karne wala haiā€¦.

Love and Shattering glasses …

Continue reading